close

Aa Jab Tak Hai Jaan Lyrics & Chords By Rahul Dev Burman

LyricsView Chords

Oh, oh oh oh, oh oh oh oh
Haan, jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi
Haan, jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi
Pyaar kabhi bhi marta nahin
Maut se bhi yeh darrta nahin
Pyaar kabhi bhi marta nahin
Maut se bhi yeh darrta nahin
Lut jaayenge, mit jaayenge, mar jaayenge hum
Zinda rahegi hamaari daastaan
O haan, jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi
Toot jaaye paayal to kya
Paaon ho jaaye ghaayal to kya
Toot jaaye paayal to kya
Paaon ho jaaye ghaayal to kya
Dil diya hai dil liya hai, pyaar kiya hai to
Dena padega mohabbat ka imtehaan
O haan jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi
Main naachoongi
Main naachoongi
Main naachoongi
Yeh nazar jhuk sakti nahin
Yeh zubaan ruk sakti nahin
Yeh nazar jhuk sakti nahin
Yeh zubaan ruk sakti nahin
Main kahoongi gham sahoongi chup rahoongi kya
Bebas hoon lekin nahin main bezubaan
O haan jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi
Haan jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi
Main naachoongi
Main naachoongi
Main naachoongi
Main naachoongi

Tracks related to aa jab tak hai jaan - rahul dev burman

chaiyya chaiyya

by: sukhwinder singh & sapna awasthi

maahi ve

by: shankar-ehsaan-loy

sun zara

by: adnan sami

pattam poochi

by: sadhana sargam

maar udari

by: uttam singh

the revelation

by: shantanu moitra

soni soni

by: jatin-lalit

tum kya jano

by: r.d. burman

chand mera dil

by: r.d. burman

salaam namaste

by: kunal ganjawala

darling

by: vishal bhardwaj

pyaar ki kashti mein

by: udit narayan & alka yagnik

dola dola

by: anu malik

zindagi do pal ki

by: rajesh roshan

chale aao saiyan

by: shantanu moitra

one more dance

by: kunal ganjawala

raja ko rani se

by: udit narayan & alka yagnik

neela aasman so gaya

by: amitabh bachchan

kadar majher

by: manna dey

aye khuda

by: mithoon

chunari mein daag

by: shantanu moitra

mehboob mere

by: anu malik

close
Sign in person Home A to Z All Artists Top Artists Top Tracks