All Your Health Lyrics & Chords By Mo*ho*bish*o*pi
Tu mere liye kuch khaas hain Tujh main koi baat hain Nazaron se dur hain to kya hua Banke dil ki dhadkan mere pas hain Tere dil main rahunga dhadkan bankar Dhadkan main rahunga saansein bankar Apne dil se kabhi juda mat samajhna Sath chalunga saya bankar Ye dil hain tera (sirf tera.) Ye jaan meri (sirf teri...) Kurbaan hua main jabse hua Tera hokar sari khushiyan mili Kyun teri udasi Yun mujhe udas karjati hain Kyun teri khamoshi Yun mujhe khamosh karjati hain Kya rishta hain tera aur mera. Jo palke band hote hi Teri yaad aajati hain... Teri yaad aajati hain... Ye dil khoya mera teri yaadon mein... Ye dil khoya mera teri yaadon mein... (twice) Main todleta agar tu gulaab hoti... Main jawab banta agar tu sawaal hoti... Sab jante hain main nasha nahi karta... Magar pee leta agar tu sharab hoti... Na rooth na mujhse main mar jaunga. Dil ki duniya tabah kar jaungaa. Pyar kiya hain koi gunaah nahi Dil ki dhadhkan tere naam kar jaungaa Ye dil khoya mera teri yaadon main... Ye dil khoya mera teri yaadon main...(twice) Ye dil hain tera (sirf tera...) Ye jaan meri (sirf teri.) Kurbaan hua main jabse hua Tera hokar saari khushiyan mili Ye dil khoya mera teri yaadon main... Ye dil khoya mera teri yaadon main.