close

Beqarar Karke Hamen Lyrics & Chords By Hemant Kumar

LyricsView Chords

Beqarar karke humein yoon na jaiye
Aapko humari kasam laut aaiye
Beqarar karke humein yoon na jaiye
Aapko humari kasam laut aaiye
Dekhiye woh kaali kaali badliyan
Zulf ki ghata churana le kahin
Chori chori aake shokh bijliyan
Aapki adaa churana le kahin
Yoon qadam akele na aage badhaiye
Aapko humari kasam laut aaiye
Beqarar karke humein yoon na jaiye
Aapko humari kasam laut aaiye
Dekhiye gulaab ki woh daaliyan
Badhke choom le na aap ke qadam
Dekhiye gulaab ki woh daaliyan
Badhke choom le na aap ke qadam
Khoye khoye bhanvre bhi hain baag mein
Koi aapko bana na le sanam
Behki behki nazaron se khud ko bachaiye
Beqarar karke humein yoon na jaiye
Aapko humari kasam laut aaiye
Zindagi ke raaste ajeeb hain
In mein is tarah chalaana kijiye
Khair hai isi mein aapki huzoor
Apna koi saathi dhoond lijiye
Sunke dil ki baat yoon na muskuraiye
Aapko humari kasam laut aaiye
Beqarar karke humein yoon na jaiye
Aapko humari kasam laut aaiye

Tracks related to beqarar karke hamen - hemant kumar

alvida

by: kailash kher

chal dariya mein doob jayen

by: kishore kumar & lata mangeshkar

hum mar jayenge

by: tulsi kumar

vande mataram

by: lata mangeshkar

yeh jo chilman hai

by: mohammed rafi

twist

by: pritam

chand sitare

by: rajesh roshan

aaja nachle

by: sunidhi chauhan

jazba

by: shilpa rao

shukran allah

by: salim-sulaiman

dhuan dhuan

by: anu malik

ei aakash tomari

by: shreya ghoshal

bashi ekon ragilo

by: shreya ghoshal

suraj hua maddham

by: kabhi khushi kabhie gham

chutkan gang

by: himesh reshammiya

khoobsurat hasina jane ja

by: lata mangeshkar & kishore kumar

mone rekho mone rekho

by: lata mangeshkar

woh ladki hai

by: sonu nigam

song: bairi piya

by: udit narayan

only you

by: a.r. rahman

kaanch ke jaise

by: sukhwinder singh

tumi na thakle

by: usha uthup

close
Sign in person Home A to Z All Artists Top Artists Top Tracks