close

Jaaneman Jaaneman Lyrics & Chords By Kishore Kumar

LyricsView Chords

Hmm jaan-e-man jaan-e-man
Jaan-e-man jaan-e-man
Hm hm hm, hm hm hm
Jaan-e-man jaan-e-man
Jaan-e-man kisi ka naam nahin
Phir bhi yeh naam honthon pe na ho
Aisi koi subah nahin, shaam nahin
Jaan-e-man jaan-e-man
Jaan-e-man jaan-e-man
Mainne sifr khayaalon se, khwaabon ki sej sajaayi hai
Dil ki khaali deewaron par ik tasveer banaayi hai
Tasveeron pe marta hoon, waqt guzaara karta hoon
Main mehboob ki galiyon ka, koi aashiq badnaam nahin
Jaan-e-man jaan-e-man
Jaan-e-man jaan-e-man
Kal ki baat khuda jaane par aaj talaq woh baat nahin
Kal ki baat khuda jaane par aaj talaq woh baat nahin
Dil par baadal chaaye hain par aankhon mein barsaat nahin
Aisa main deewana hoon, aisa main mastaana hoon
Pyaas to hai in honthon par, lekin haathon mein jaam nahin
Jaan-e-man jaan-e-man
Jaan-e-man jaan-e-man
Jaan-e-man kisi ka naam nahin
Phir bhi yeh naam honthon pe na ho
Aisi koi subah nahin, shaam nahin
Jaan-e-man jaan-e-man
Jaan-e-man jaan-e-man
Hm hm hm, hm hm hm
Hm hm hm, hm hm hm

Tracks related to jaaneman jaaneman - kishore kumar

chalo

by: adnan sami

sambhalo dil ko

by: sunidhi chauhan

taarefon se

by: arijit singh

unnai kaanadhu naan

by: shankar mahadevan

dukhi man mere

by: jagjit singh

mungaru maleye

by: sonu nigam

khoon chala

by: a.r. rahman

na todi dil mera

by: rahat fateh ali khan

khuda hafiz

by: a.r. rahman

mere darwaze se

by: jagjit singh

pashmina

by: amit trivedi

yeh pal

by: amit trivedi

po po po

by: javed ali

bholi si surat

by: lata mangeshkar

koi shahri babu

by: asha bhosle

man ko ati bhavey

by: shankar-ehsaan-loy

daaro na rang

by: kailash kher

khoon chala

by: mohit chauhan

alvida

by: kailash kher

o bekhabar

by: shreya ghoshal

close
Sign in person Home A to Z All Artists Top Artists Top Tracks