close

Kabhi Aisa Lagta Hai Instrumental Lyrics & Chords By Lucky Ali

LyricsView Chords

Kabhi aisa lagta hai, dil mein ik raaz hai
Jise kehna chahoon, par main keh paaoo na
Aankhon hi aankhon mein keh jaati hai jo ye
Khamoshiyon ki ye kaisi zuba
Maine suna jo na usne kaha .
Kya aisa hi hota hai pyar
Mere khuda mujhe itna bata
Kya aisa hi hota hai pyar...
Kabhi aisa lagta hai, anjaani pyaas hai
Par simti hoton mein vo reh paaye na
Kaisa ehsaas hai, koi to paas hai
Ye dooriyan hain phir kaisi yahan
Mehki lage ye saari fiza
Kya aisa hi hota hai pyar
Mere khuda mujhe itna bata
Kya aisa hi hota hai pyar
Ye sach hai chahat pe kabhi kisi ka bhi zor nahin
Dilbar ki yaadon ko bandhe aisi koi dor nahin
Sab kuch vohi par lagta naya
Kya aisa hi hota hai pyar
Mere khuda mujhe itna bata
Kya aisa bhi hota hai pyar
Kabhi aisa lagta hai, dil mein ik raaz hai
Jise kehna chahoon par main keh paaoo na
Aanhon hi aankhon mein keh jaati hai jo ye
Khamoshiyon ki ye kaisi zuba
Maine suna jo na usne kaha .
Kya aisa hi hota hai pyar
Mere khuda mujhe itna bata
Kya aisa bhi hota hai pyar...
Ik pal jo mil jaaye phir vo chala jaaye door kahin
Duniya mein is dil ke jaisa koi majboor nahin
Maine suna pyar karta jahan
Kya aisa hi hota hai pyar
Mere khuda mujhe itna bata
Kya aisa bhi hota hai pyar...

Tracks related to kabhi aisa lagta hai instrumental - lucky ali

meri aankhen

by: abhijeet sawant

mohabbatein lutaaunga

by: abhijeet sawant

sunn raha hai

by: ankit tiwari

isq risk

by: rahat fateh ali khan

behti nadi

by: lucky ali

noorie

by: bally sagoo

aaja nachle

by: bally sagoo

kya soorat hai

by: bombay vikings

hey bhagwan

by: raghu dixit

ambar

by: raghu dixit

maaeri

by: euphoria

tum

by: euphoria

channa vey

by: kunal ganjawala

viraaniya

by: himesh reshammiya

yahi hota pyaar

by: himesh reshammiya

teri deewani

by: kailash kher

chak de phattey

by: kailash kher

pareshaan

by: shalmali kholgade

koi humdum na raha

by: kishore kumar

neele ambar par

by: kishore kumar

rooth na jana

by: kumar sanu

maula mere maula

by: roop kumar rathod

pyar hua chupke se

by: kavita krishnamurthy

ajeeb dastan hai yeh

by: lata mangeshkar

agar tum na hote

by: lata mangeshkar

in dino

by: pritam

tere bin

by: rabbi shergill

dilli

by: rabbi shergill

breathless

by: shankar mahadevan

zinda

by: strings

close
Sign in person Home A to Z All Artists Top Artists Top Tracks