close

Madhuban Khushboo Deta Hai Lyrics & Chords By Usha Khanna

LyricsView Chords

Madhuban khushbu deta hai, saagar saawan deta hai
Jina usaka jina hai, jo auro ko jivan deta hai
Madhuban khushbu deta hai...
Suraj naa ban paaye toh, banke dipak jalata chal - (2)
Phul mile ya angaare, sach kee raaho pe chalata chal - (2)
Pyaar dilo ko deta hai, ashko ko daaman deta hai
Jina usaka jina hai, jo auro ko jivan deta hai
Madhuban khushbu deta hai...
Chalatee hai lehraake pawan, ke saans sabhee kee chalatee rahe - (2)
Logo ne tyaag diye jivan, ke prit dilo me palatee rahe - (2)
Dil woh dil hai jo auro ko, apanee dhadhkan deta hai
Jina usaka jina hai, jo auro ko jivan deta hai
Madhuban khushbu deta hai...
---JRD---

You may be looking for...

Tracks related to madhuban khushboo deta hai - usha khanna

chham se

by: vishal-shekhar

zinda

by: siddharth mahadevan

bole chudiyan

by: jatin-lalit

chu chu

by: parthiv gohil

kishore kumar

by: amit kumar

subah subah

by: vishal-shekhar

tu hi hai

by: siddharth mahadevan

ai ajnabi

by: ismail darbar

billo gori

by: ashoo punjabi

punjabi sheran ne

by: ashoo punjabi

ankhi duti jhore hay

by: sachin dev burman

sandhya neme elo je

by: sabita chowdhury

close
Sign in person Home A to Z All Artists Top Artists Top Tracks