close

Peene Walo Suno Lyrics & Chords By Pankaj Udhas

LyricsView Chords

pee peenewalo suno peenewalo suno - 2
peenewalo suno
suno suno suno suno suno suno
(peenewalo suno na chupakar piyo
kabhi ishq aur sharab ko milakar piyo) - 2
tum kahoge yeh kaise mumkin hain yaar - 3
saamne tum sanam ko bithakar piyo
aur nazar se nazar phir milakar piyo
peenewalo suno na chupakar piyo
kabhi ishq aur sharab ko milakar piyo
tum kahoge yeh kaise mumkin hain yaar - 3
saamne tum sanam ko bithakar piyo
aur nazar se nazar phir milakar piyo
peenewalo suno na chupakar piyo
kabhi ishq aur sharab ko milakar piyo
jab chalakte hain jaam leke dilbar ka naam
toh rangeen hoti hain aur shaam
jab jawani pe ho mehkashi ka yeh daur
toh majaa aashiqui ka aata hain yaar
(aur is daur mein sab bhulakar piyo
kabhi ishq aur sharab ko milakar piyo) - 2
tum kahoge yeh kaise mumkin hain yaar - 2
saamne tum sanam ko bithakar piyo
aur nazar se nazar phir milakar piyo
peenewalo suno na chupakar piyo
kabhi ishq aur sharab ko milakar piyo
jab piyoge kabhi jaise kehte hain ham
toh meet jayenge saare dard aur gam
jab dehak jaayenge hadh se jyada kadam
toh sambhalega tumko tumhara sanam
(dar hain kis baat ka sir uthakar piyo
kabhi ishq aur sharab ko milakar piyo) - 2
tum kahoge yeh kaise mumkin hain yaar - 2
saamne tum sanam ko bithakar piyo
aur nazar se nazar phir milakar piyo
peenewalo suno na chupakar piyo
kabhi ishq aur sharab ko milakar piyo
pee peenewalo suno peenewalo suno - 2
peenewalo suno
suno suno suno suno suno suno - 2

Tracks related to peene walo suno - pankaj udhas

ranjish hi sahi

by: asha bhosle

dil hi to hai

by: jagjit singh & chitra singh

bahut dinon ki baat hai

by: jagjit singh & chitra singh

kya sach hai kya jhooth hai

by: jagjit singh & chitra singh

yun saja chand

by: farida khanum

close
Sign in person Home A to Z All Artists Top Artists Top Tracks