close

Tune Mera Chain Vain Le Liya Lyrics & Chords By Shreya Ghoshal

LyricsView Chords

ho tune mera chain wain le liya
ho tune mera chain wain le liya
azab sa dard ward de diya
ke kaisa hal wal kar diya
o balma
rag rag me ishk ka sahar
rag rag me ishk ka sahar
bhar diya
ho tune mera chain wain le liya
azab sa dard ward de diya
ke kaisa hal wal kar diya
o balma
teri tarishngi me
ek mukamal sa nasha hai
chahat ek saja hai
fir bhi iska ek maja hai
ek pal bhi dur mai
tujhse na rah saku
darde dil ko mai baya kar saku na
ho tune mera chain wain le liya
azab sa dard ward de diya
ke kaisa hal wal kar diya
o balma
meri har tadap se janeman tu aasna hai
tuhi meri jannat tu mere dil ka jaha hai
chaya rahe rat din madhoshiyo ka shama
hoshiyo me bhi ab mujhe hosh na
ho tune mera chain wain le liya
azab sa dard ward de diya
ke kaisa hal wal kar diya
o balma
rag rag me ishk ka sahar
rag rag me ishk ka sahar
bhar diya
ho tune mera chain wain le liya
azab sa dard ward de diya
ke kaisa hal wal kar diya
o balma

Tracks related to tune mera chain vain le liya - shreya ghoshal

chand mera dil

by: mohammed rafi

phatte

by: vishal bhardwaj

akash's love theme

by: shankar-ehsaan-loy

shool si chubhe hai

by: shankar-ehsaan-loy

uff yeh nazara

by: mohit chauhan

meri tarah

by: mohit chauhan

chak de

by: jatin-lalit

close
Sign in person Home A to Z All Artists Top Artists Top Tracks