close

Yeh Aaj Kya Ho Gaya Lyrics & Chords By Shankar-ehsaan-loy

LyricsView Chords

Suraj meri khidki se jo hai jhankta
Kirano ko jaise mil gaya hai rasta
Hasti hui aa gai
Oh oh oho…
Kamre mein jitni neend thi ud gai
Umeed jate jate vapas mud gai
Laut aai hai phir yahin
Oh oh oho…
Jaane yeh sab kya hai
Jo bhi hai naya sa hai
Hirath mein dil kho gaya
Yeh aaj kya ho gaya….
Din yuhi badlane ko hai
Zindagi sawarein ko hai
Jaane kyon yeh mujhko hai laga
Lachki hai jo dil ki daali
Kaliyan ab hai khilne wali
Haule haule paas aa ke
Dheeme se gayein hawaein
Jaane yeh sab kya hai
Jo bhi hai naya sa hai
Hirath mein dil kho gaya
Yeh aaj kya ho gaya….
Sach bari bari ho rahe sab khwab hai
Panchi udan bharne ko betaab hai
Aankhon mein hai aasmaan
Oh oh oho…
Resham ke jaise narmi hai har baat mein
Ujle hai din aur chandni hai raat mein
Har lamha hai mehreban
Oh oh oho…
Jaane yeh sab kya hai
Jo bhi hai naya sa hai
Hirath mein dil kho gaya
Yeh aaj kya ho gaya….

Tracks related to yeh aaj kya ho gaya - shankar-ehsaan-loy

chand mera dil

by: mohammed rafi

halkat jawani

by: sunidhi chauhan

pehla nasha

by: jatin-lalit

johnny gaddaar

by: shankar-ehsaan-loy

chutkan gang

by: himesh reshammiya

uff yeh nazara

by: mohit chauhan

meri tarah

by: mohit chauhan

chhaliya

by: sunidhi chauhan

close
Sign in person Home A to Z All Artists Top Artists Top Tracks