close

Yun Zindagi Ki Raah Mein Lyrics & Chords By Mehdi Hassan

LyricsView Chords

aaa aa aa aa
oo nn...
yun / zindagi ki raah mein / takra gaya koi... x3
ik roshni andher mein / bikhra gaya koi
yun / zindagi ki raah mein / takra gaya koi... x2
wo haadsa, wo pehli mulaaqaat kyaa kahoon
itni ajab thi, soorat-e-haalat kya kahoon
wo kehar, wo ghazab, wo jafa, mujhko yaad hai
wo uski berukhi ki, ada aa mujhko yaad hai
mit ta nahin hai zehan se, yun chaa gaya koi
yun / zindagi ki raah mein / takra gaya koi eee
yun / zindagi ki raah mein
pehle wo mujhko dekhkar, barham si ho gayee ee... x2
phir apne hi haseen, khayalon mein kho gayee
bechargi pe meri, usse reham aa gaya
shayad mere tadapne ka, andaaz bha gaya
saanson se bhi kareeb, mere aa gaya koi
yun / zindagi ki raah mein takra gaya koi... x2
yun usne pyaar se meri baahon ko choo liya
manzil ne jaise shaakh ke raahon ko choo liya
ik pal mein dil pe kaise qayamat guzar gayi
rag rag mein uske husn ki khusboo bikhar gayi
zulfon ko mere shaan pe lehraa gaya koi
yun zindagi ki raah mein takra gaya koi
ab iss dil-e-tabaah ki, haalat na poochiye ...x2
benaam arzoo ki, lazzat na poochiye
ikk ajnabi tha rooh ka, armaan ban gaya
ikk haadsa tha pyaar ka, unwaan ban gaya
manzil ka raashta mujhe, dikhla gaya koi ee
yun / zindagi ki raah mein, takra gaya koi... x2
ikk roshni andher mein, bikhra gaya koi ee
yun / zindagi ki raah mein, takra gaya koi
yun / zindagi ki raah mein

Tracks related to yun zindagi ki raah mein - mehdi hassan

mujhe bekhudi

by: abida parveen

mohabbatein lutaaunga

by: abhijeet sawant

kaisa yeh junoon

by: rahat fateh ali khan

kaash

by: hariharan

chal bulleya

by: mekaal hasan band

parakhana mat

by: jagjit singh

no more

by: junoon

dholna

by: jawad ahmad

anjane

by: strings

aae khuda

by: adnan sami

purani jeans

by: ali haider

naukar tere

by: shafqat amanat ali

ranjish hi sahi

by: asha bhosle

ik ranjha

by: kiran ahluwalia

gorakh kalyan

by: begum akhtar

un ke dar pen pohchne to payen

by: nusrat fateh ali khan

socha naheen

by: hadiqa kiani

sab kahan kuchh lala-o-gul

by: jagjit singh & chitra singh

saun da mahina yaro

by: jagjit singh & chitra singh

chalo us koh ko

by: nayyara noor

nach lain de

by: abrar-ul-haq

jat

by: abrar-ul-haq

janaan janaan

by: vital signs

dildaar

by: ali haider

kaho ek din

by: ahmed jehanzeb

close
Sign in person Home A to Z All Artists Top Artists Top Tracks