close

Zindagi Ki Talash Mein Lyrics & Chords By Kumar Sanu

LyricsView Chords

Zindagi ki talaash mein hum
maut ke kitne paas aa gaye
jab yeh socha to ghabra gaye
aa gaye hum kahan aa gaye
Zindagi ki talaash mein hum
maut ke kitne paas aa gaye
Hum the aise safar pe chale
Jiski koi bhi manzil nahi
hum ne saari umar jo kiya
uska koi bhi haasil nahi -2
ik khushi ki talaash main the
kitne gam humko tadpa gaye
jab yeh socha to ghabra gaye
aa gaye hum kahan aa gaye
Socho hum kitne mazboor the
jo na karna tha vo kar gaye
Peechhe mud ke jo dekha zara
apne halaat se darr gaye - 2
khudh ke baare main soche jo hum
apne aap se sharma gaye
jab yeh socha to ghabra gaye
aa gaye hum kahan aa gaye
Zindagi ki talaash mein hum
maut ke kitne paas aa gaye.

Tracks related to zindagi ki talash mein - kumar sanu

dhoondein

by: abhijeet sawant

mere mehboob mere sanam

by: udit narayan & alka yagnik

mann ki lagan

by: rahat fateh ali khan

zindagi is tarah

by: anuradha paudwal

noorie

by: bally sagoo

bheegey hont

by: kunal ganjawala

main jahaan rahoon

by: himesh reshammiya

na tum hamen jano

by: hemant kumar

rooth na jana

by: kumar sanu

maula mere maula

by: roop kumar rathod

pyar hua chupke se

by: kavita krishnamurthy

twist

by: pritam

tera mera rishta

by: mustafa zahid

bhula dena

by: mustafa zahid

kabhi to nazar

by: adnan sami

abhi nahin aana

by: sona mohapatra

koi mil gaya

by: jatin-lalit

made in india

by: alisha chinai

lamha lamha

by: abhijeet

dil kya kare

by: udit narayan & alka yagnik

tu mile dil khile (remix)

by: kumar sanu, alka yagnik

gawah hai chand tare

by: kumar sanu, alka yagnik

anandama

by: shankar-ehsaan-loy

abacha

by: shankar-ehsaan-loy

tara ram pam

by: himesh reshammiya

ek baat dil mein

by: lata mangeshkar & kishore kumar

ali more angana

by: shubha mudgal

close
Sign in person Home A to Z All Artists Top Artists Top Tracks