close

Katto Gilehri Lyrics & Chords By Daler Mehndi & Mamta Sharma

LyricsView Chords

Haan...
sun re sajanva re, sun re balamva
laga ke kalajva, jo maano to sir ji
humri hai arji, ki sone ka jhumka
humka dilvai de raja...
ke darr hai re gori, jawani ye tohri
to ab ye suno ri, jo maange to jhumka
oo hum deve tumka, magar ek thumka
humka dikh laayi do raani...
tak dhin taak dhina, tarse mann tohre bina
tak dhin taak dhina, tarse mann tohre bina
phele humri maano sajana, to hum tumhri maane
are katto gilehri, chhamak chhalo raani...
are katto gilehri, chhamak chhalo raani
aasiq ka, aise na tadpao jaani
aasiq ka, aise na tadpao jaani...
main katto gilehri, chhamak chhalo raani
aasiq ko, aise hi tadpaun jaani
main aasiq ko, aise hi tadpaun jaani
main katto gilehri, chhamak chhalo raani...
jaan ke tu lachkaye kamariya
mori gali jab aaye re
are jaan ke tu lachkaye kamariya
mori gali jab aaye re
are tohri niyat ka khot hai ulta
humka dos lagaaye re
ghaans mein na khaungi
o ho dhoke mein na aaungi
are ghaans mein na khaungi
o ho dhoke mein na aaungi
are katto gilehri
chhamak chhalo raani...
are katto gilehri
chhamak chhalo raani
aasiq ka
aise na tadpao jaani
aasiq ka
aise na tadpao jaani...
oye oye oye oye
oye oye oye oye
humka sab khabar hai
humka samjho na aisi anaadi
tumka sab kahet hai
prem ke ho purane khiladi...
are humka sab khabar hai
humka samjho na aisi anaadi
tumka sab kahet hai
prem ke ho purane khiladi
kaahe tu in batiyaan se
mora dil tode re
aisa haath pakde to
kon bhala chhode re
hath mera kyon thamaa
rama rama rama rama
are katto gilehri
chhamak chhalo raani...
hoye hoye hoye hoye
main katto gilehri
chhamak chhalo raani
aasiq ko
aise hi tadpaun jaani
main aasiq ko
aise hi tadpaun jaani
main katto gilehri
chhamak chhalo raani...
katto gilehri
chhamak chhalo raani, aasiq ka, aise na tadpao jaani

Tracks related to katto gilehri - daler mehndi & mamta sharma

dhadhang dhang

by: wajid & shreya ghoshal

jabse mere dil ko uff

by: sonu nigam & sunidhi chauhan

second hand jawaani

by: miss pooja, neha kakkar & nakkash aziz

kaddu katega

by: antara mitra

chamak challo chel chabeli

by: kumar sanu & shreya ghoshal

aa re pritam pyaare

by: mamta sharma & sarosh sami

keeda

by: himesh reshammiya & neeti mohan

baari barsi

by: salim-sulaiman

aaja ve

by: sona mohapatra

bedardi raja

by: ram sampath

kurti da tich

by: partners in rhyme

mittran de

by: partners in rhyme

jugni

by: krsna

daler mehndi & mamta sharma

More by daler mehndi & mamta sharma

close
Sign in person Home A to Z All Artists Top Artists Top Tracks