close

Kitni Baatein Lyrics & Chords By Hariharan

LyricsView Chords

Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon
Dil ko kya samjhaaun
Kitni baatein kehne ki hai
Honton par jo sehmi si hai
Ik roz inhein sun lo
Kyun aise gum-sum ho
Kyun poori ho na paayi daastaan
Kaise aayi hai aisi dooriyaan
Dono ke dilon mein chhupa hai
Jo ik anjaana sa gham
Kya ho paayega woh kam
Koyi kya kahe
Dono ne kabhi zindagi ke
Ik mod pe bhi jo paayi
Hai kaisi woh tanhaai
Koyi kya kahe
Kitna viraan hai ye sama
Saanson mein jaise ghulta hai dhuwaan
Kaisi aayi hai aisi dooriyaan
Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon
Tumse aaj yun milke dil ko
Yaad aaye lamhein kal ke
Ye aansoon kyun hai chhalke
Ab kya kahen
Tumne hamko dekha jo aise
Toh ik umeed hai jaagi
Phir tumse pyaar paane ki
Ab kya kahen
Aa gaye ham kahaan se kahaan
Dekhe mudke ye dil ka kaarvaan
Kaisi aayi hai aisi dooriyaan
Kitni baatein kehne ki hai
Honton par jo sehmi si hai
Ik roz inhein sunlo
Kyun aise gum-sum ho
Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon
Dil ko kya samjhaaun

You may be looking for...

Tracks related to kitni baatein - hariharan

vennilavae vennilavae

by: hariharan, sadhana sargam

rhythm of the world

by: colonial cousins

speak up

by: colonial cousins

so gaye hain

by: lata mangeshkar

jaaneman jaaneman

by: kishore kumar

mausam

by: shreya ghoshal

dua

by: sukhwinder singh

eyi raja

by: shankar mahadevan

sheesha ho ya dil ho

by: lata mangeshkar

priya

by: srinivas

shola jo bhadke

by: lata mangeshkar

tere mere beech mein

by: lata mangeshkar

ek na ek din

by: lucky ali

aa jane jaan

by: lata mangeshkar

antha siddanga

by: shreya ghoshal

close
Sign in person Home A to Z All Artists Top Artists Top Tracks