close

Raftaarein Lyrics & Chords By Vishal Dadlani & Shekhar Ravjiani

LyricsView Chords

Yeh sarrati sarrati
Raftarein hain
Aagey bus manzil hai
Peechey hawayein hain
Yeh..
Sarrati sarrati
Raftarein hain
Aagey bus manzil hai
Peechey hawayein hain
Tharrata tharrata
Ik toofan jo
Choo ke joh guzre toh
Tham jaati rahein hain
Wo..
Ziddi irada hai koi
Kismat ki
Ik jo naa maaney
Jalta ik shola
Junoon ka
Khole ujaalon ke khaare
Raaton ko cheerein
Subha ki teerein
Kali zanjeerein
Todh ke hi
Bana din naya
Waqt ne ho jaise
Lamha chuna ho
Saare itihaason mein jo
Chodega apne nishaan
Sarrati sarrati
Raftarein hain
Aagey bus manzil hai
Peechey hawayein hain
Tharrata tharrata
Ik toofan jo
Choo ke joh guzre toh
Tham jaati rahein hain
Mushkil woh mushkil
Hi kya hai
Baazi jo jaan pe
Na aaye
Ho..
Girhein bhi girhein
Kahaan hain
Aasani se
Khul jo jaayein
Khayalon mein bhi jo
Namumkin nahi ho
Wohi kar dikhana
Himmaton ki
Toh pehchaan hai
Khud mein khudi ka
Kuch bhi kahaan hai
Jaan bus wohi hai
Yaariyon pe jo qurbaan hai
Sarrati sarrati
Raftarein hain
Aagey bus manzil hai
Peechey hawayein hain
Hey hey..
Tharrata tharrata
Ik toofan jo
Choo ke joh guzre toh
Tham jaati rahein hain

You may be looking for...

Tracks related to raftaarein - vishal dadlani & shekhar ravjiani

oh my love

by: sonu nigam & shreya ghoshal

beh chala

by: neeraj shridhar

hale dil

by: harshit saxena

kaali kaali

by: clinton cerejo

dum dum andar

by: ram sampath

nain parindey

by: shilpa rao

saaton janam main tere

by: kumar sanu & alka yagnik

zara zara touch me

by: monali thakur

aisi sazaa

by: shilpa rao

love tujhe love main

by: kumar sanu & alka yagnik

mera mann

by: udit narayan & alka yagnik

haule haule

by: ram sampath

dholna

by: lata mangeshkar & udit narayan

chori kiya re jiya

by: sonu nigam & shreya ghoshal

sau aasmaan

by: neeti mohan

dil laga liya maine

by: udit narayan & alka yagnik

chupke

by: usha uthup

soona man ka aangan

by: sonu nigam & shreya ghoshal

pehle se

by: kunal ganjawala

youn hi tum mujhse pyar karte raho

by: sonu nigam & shreya ghoshal

aa ab laut chalen

by: udit narayan & alka yagnik

i feel good

by: shilpa rao

dholna

by: sonu nigam & shreya ghoshal

socho ke jheelon ka

by: udit narayan & alka yagnik

madari

by: clinton cerejo

mouka milenga to hum

by: kumar sanu & alka yagnik

baazigar o baazigar

by: kumar sanu & alka yagnik

rumaani sa

by: mohit chauhan & shreya ghoshal

tu hi toh hai

by: kunal ganjawala

aankhon se tune kya

by: kumar sanu & alka yagnik

kuch kuch hota hai

by: shah rukh khan

pyaar ishq aur mohabbat

by: udit narayan & alka yagnik

close
Sign in person Home A to Z All Artists Top Artists Top Tracks