close

Taarif Karun Kya Uski Lyrics & Chords By Mohammed Rafi

LyricsView Chords

yeh chandsa roshan chehra(2)
zulfon ka rang sunehra(2)
yeh jheel si neeli ankhen(2)
koi raaz hai inme gehra(2)
taarif karun kya uski jisne tumhe banaya(2)
ik cheez qayamat bhi hai
logon se suna karte the
tumhe dekh ke maine mana
woh theek kaha karte the(2)
hai chaal mein teri zaalim
kuch aisi bala ka jaadu
sau baar sambhala dilko
par ho ke raha bekabu
taarif karun kya uski jisne tumhe banaya
yeh chandsa roshan chehra
zulfon ka rang sunehra
yeh jheel si neeli ankhen
koi raaz hai inme gehra
taarif karun kya uski jisne tumhe banaya
har subah kiran ki lali(2)
hai rang tere gaalo ka(2)
har shaam ki chadar kali(2)
saaya hai tere balo ka(2)
tu balkhati ek nadiya
har mauj teri angdaayee
jo in maujo mein dooba
usne hi yeh duniya payi
taarif karun kya uski jisne tumhe banaya
yeh chandsa roshan chehra
zulfon ka rang sunehra
yeh jheel si neeli ankhen
koi raaz hai inme gehra
taarif karun kya uski jisne tumhe banaya
main khoj mein hoon manzil ki
aur manzil paas hai meri
mukhde se hata do anchal
ho jaye door andhere(2)
mana ke ye jalwe tere
kar denge mujhe deewana
jee bhar ke zara mein dekhun
andaz tera mastana
taarif karun kya uski jisne tumhe banaya
yeh chandsa roshan chehra
zulfon ka rang sunehra
yeh jheel si neeli ankhen
koi raaz hai inme gehra
taarif karun kya uski jisne tumhe banaya(5)
-- Contributed by jskforyou
-- March 15, 2004

You may be looking for...

Tracks related to taarif karun kya uski - mohammed rafi

suniye to

by: abhijeet

junoon

by: abhijeet sawant

tu hai ki nahi

by: ankit tiwari

tu jo hain

by: ankit tiwari

jiya dhadak dhadak jaye

by: rahat fateh ali khan

chaiyya chaiyya

by: sukhwinder singh & sapna awasthi

ziddi dil

by: vishal dadlani

agar main kahoon

by: shankar-ehsaan-loy

main agar kahoon

by: sonu nigam & shreya ghoshal

love is a waste of time

by: sonu nigam & shreya ghoshal

jadugari

by: kunal ganjawala

yahi hota pyaar

by: himesh reshammiya

na tum hamen jano

by: hemant kumar

arziyan

by: javed ali

shikayat hai

by: roop kumar rathod

is mod se jate hain

by: lata mangeshkar & kishore kumar

pyar hua chupke se

by: kavita krishnamurthy

pyar hua iqrar hua

by: lata mangeshkar

ho gaya hai tujhko to pyar sajna

by: lata mangeshkar & udit narayan

pehla nasha

by: udit narayan

kabira

by: rekha bhardwaj

genda phool

by: rekha bhardwaj

breathless

by: shankar mahadevan

dil dhadakne do

by: shankar mahadevan

ramta jogi

by: sukhwinder singh

halkat jawani

by: sunidhi chauhan

engine ki seeti

by: sunidhi chauhan

manja

by: amit trivedi

kunwara

by: salim merchant

touch my body

by: aditi singh sharma

close
Sign in person Home A to Z All Artists Top Artists Top Tracks